Thursday, March 5, 2020

Islamic Videos: Naat : Dunya ke ae musafir Manzil teri qabar hai

Dunya ke ae musafir
Manzil teri qabar hai
Tay kar raha he jo tu
Do din ka ye safar he
Dunya bani he jab se
Laakhon karoro aaye
Baaqi raha na koi
Mitti mein sab samaaye
Is baat ko na bhulo
Sab ka yahi hashr he
Dunya ke ae musafir...
Aankho se tu ne apni
Kitne janaaze dekhe
Haathow se tu ne apne
Dafnaaye kitne murday
Anjaam se tu apne
Kyun itna bekhabar he
Dunya ke ae musafir...
Makhmal pe sonay waale
Mitti mein so rahe he
Shaaho gada barabar
Ek saath so rahe he
Dono huwe baraaber
Yahi maut ka asar he
Dunya ke ae musafir...
Ye aali- shaan bunglay
Kuch kaam ke nahi he
Ye oonchi oonchi… 
duniya kay ay musafir manzil teri qabar hay


duniya kay aye musafir manzil teri qabar hay

 duniya kay aee musafir manzil teri qabar hay

Duniya kay aye musafir manzil teri qabar hay naat nazam Junaid Jamshed sb

Duniya kay aye musafir manzil teri qabar hay naat nazam

No comments:

Post a Comment