Home Page Urdu Islamic Article HR Email Ids Zikar Azkaar
how to create cv in ms word School HR ID Ulema Ikram Bayanat
Listen Quran Majeed Read Quran Majeed Social Media Ramzan
Khulasa Quran Majeed Latest jobs Karachi School Free Islamic Gift
WHATSAPP GROUP HR Stuff Tips & Trick for HR Student, Recruiter, Job Seeker RSMZ Tutor Academy Karachi
TikTok Video Dawat o Tableegh Napaki,Wazoo,Ghussal QURAN URDU TRANSLATION
Zikar Azkaar Videos Zikar Azkaar Album Zikar MOLANA YUNUS PALANPURI
Message for Girls and Boys Message for Aurat Lerki Khawateen Jobs on Facebook
Dua e Anas MOLANA YUNUS PALANPURI Quran Majeed Surah Islamic Reminder
zindage ka maqsad Raat kay amal Hadsat say bachnay ki dua Dua e Qunoot Nazla
Namaz ka tariqa Namaz Ka Tariqa Islamic Message social media
zikar Azkaar for daily routine Madni Masjid Karachi Dawat o Tableegh Islamic Books
Namaz ka practical tariqa Karachi Ijtima Videos Sharam o Haya Islamic Messages
Karachi famous places aqwal e zareen Recite Quran Majeed Surah
Saas Bahu kay jhagray Junaid Jamshed Naat Juniad Jamshed Bayan
Saeed Anwer bayan Saeed Anwer bayan Nausheen Konen Bayan Recite Quran Majeed
Listen Quran Majeed Khulasa Quran Majeed Khulasa Quran Majeed Khulasa Quran Majeed
Khulasa Quran Majeed What is Islam Sunnat e Nabvi (SAW) Sunnat e Nabvi (SAW)
Cancer ka Ilaj Quran Majeed Message Namaz kay Masail Allah ka Azaab
Allah ka Azaab Allah ka Azaab Allah ka Azaab Namaz Quran & Tableegh
how to create cv in ms word One dollar shop karachi 1$ shop
Latest School jobs Latest Teaching jobs
https://www.youtube.com/channel/UCsgREf7ilW5RHMogG8vt4NQ/playlists
Namaz Ka Amli Tarika | Practical Namaz | Namaz Ka Tarika By Mufti Rasheed Ahmed khursheed
Mard Admi Lerka Aur Lerki Orat Aurat Par Ghusal kab Farz hota hay Ghusal Ka Tariqa Mufti Tariq Maso
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Har ghar pe nabi leke gaye noor-e-hidayat
Tayef me gaye leke apne deen ki dawat
Ummat ka dard dard me wo dil ki kaifiyat
Ummat meri ummat meri ummat meri
Ummat ke isi fikar mein jalne ka maza dekh
Allah ke raste nikalne ka maza dekh
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Ek hukm pe ashab-e-makan chhor ke nikle
Baghat jahan the wo wahan chhor ke nikle
Nikle to peechhe sara jahan chhor ke niklen
Hatta ke wapsi ka gumaan chhor ke niklen
Tu bhi to takaazon pe nikalne ka maza dekh
Allah ke raste me nikalne ka maza dekh
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Sunnat ke diwanon ko ‘aafiyat ki khbar do
Touheed ke da’ai ko rafaqat ki khabar do
Dawat ki jama’at ko maghfirat ki khabar do
Is kaam ki shoqeen lo jannat k khabar do
Aa chal ke tu bhi dhool me dhulne ka maza dekh
Allah ke raste me nikalne ka maza dekh
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Tauheed ki shaheen tera kaam gasht hai
Maidam-e-amal ke liye paigham gasht hai
Mehdood nahi tera sar-e-aam gasht hai
Aaram nahi tujhko subh-o-shaam gasht hai
Aur tol fizaaon se bahlne k maza dekh
Allah ke raste me nikalne ka maza dekh
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Zamzam ki tarah kaam hai hijrat ka amal hai
Emaan ki lazzat ka fazeelat ka ‘amal hai
Allah se lene ka maghfirat ka ‘amal hai
‘Amal banane ka hidayat ka ‘amal hai
Is raste me khud ko badlne ka maza dekh
Allah ke raste me nikalne ka maza dekh
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Emaan ke maahoul me emaan dekhna
lazzat me kaise jhoomti hai jaan dekhna
Momin ki yahi shan hai ye shan dekhna
Wo gasht lagata hua sultan dekhna
Allah ke baat ke liye milne ka maza dekh
Allah ke raste me nikalne ka maza dekh
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Uljha ke museebat me phasa degi ye duniya
Duniya hai daghabaz dagha degi ye duniya
Thokar se zer-e-khaak daba degi ye duniya
Har maal chheen legi mita degi ye dunya
Chal chhor nikal aur nikalne ka maza dekh
Allah ke raste me nikalne ka maza dekh
Chal deen ki tableegh mein chalne ka maza dekh
Allah ke raste mein nikalne ka maza dekh
Assalam o Alaikum Warehmatullah
Wabarakatuhu,
Tamam Alam kay insan ki kamyabi pooray kay pooray deen may hay or deen zindage
may mehnat say or seekhnay say ata hay, isi mehnat kay liyay tableeg ka kam
hota hay jo Hazrat Adam (A.S) say suroo huwa, Hazrat Adam (A.S) say lay ker
Hazrat Muhammad (S.A.W) tak taqreeban 1 Lac 24 Hazar Paigamber aye , jo her Dor
may insano ka taluq Allah say jornay may lagay rahay , deen Islam ko pehlanay
ki koshish kertay rahay or Deen Islam ko pehlanay kay liyay sakht say sakht
taqleefo ka bhe berdasht kertay rahay,likin Islam ko pehlanay kay liyay kisi
bhe mushkil or takleef say na gahbraye , Hazrat Muhammad (S.A.W) Allah kay
akhri Nabi or Rasool hay, Khatam - e - Nabuwat ki barkat say ab islam ko
pehlanay ki zimadari tamam musalmano per hay , kiun kay hum ko pata hay kay hum
akhri ummat hay ab koi Nabi ya Rasool nahee aye ga , Ab yay hum musalmano ki
zimadari hay kay pehlay hum khud deen seekhay or us per amal keray or deen
islam ko seekhnay kay liyay apna waqt Allah ki rah may lagaye or phir is deen e
islam ko pehlanay kay liyay poorie duniya may jaye or islam ka bol bala
farmaye.
Kapra layna ho kapray bechnay walay kay pass jana perhta hay. Sabzi layna ho to
sabzi bechnay walay kay pass jana perhta hay , Agar mobile khareedna ho to
mobile bechnay walay kay pass jana perhta hay bilkul isi tarah agar ap ko Deen
e Islam seekhna ho to ap ko Allah walo kay pass jana perhay ga.
Allah say hota hay or Allah ki siwa kisi or say nahee hota “.Tamam Alam kay
insan ki kamyabi pooray kay pooray deen may hay or deen zindage may mehnat say
or deen e islam seekhnay say ata hay , behayai fahashi or burai say pak zindage
guzarnay kay liyay Allah kay deen ko seekhiyay , Allah ki taraf rujoo keray ,
burai say bachaiyay or Quran Or Sunnat kay mutabiq zindage guzarnay ki koshish
kijyay. Allah hamay hidayat day (Ameen). Duniya kay tamam insano ki kamyabi
pooray kay pooray deen may hay or deen zindage may mehnat say ata hay , isi
mehnat kay liyay tableeg ka kam hota hay jo Hazrat Adam (A.S) say suroo huwa,
Hazrat Adam (A.S) say lay ker Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) tak
taqreeban 1 Lac 24 Hazar Paigamber aye , jo her Dor may logo ka taluq Allah say
jornay may lagay rahay , deen Islam ko pehlanay ki koshish kertay rahay or Deen
Islam ko pehlanay kay liyay sakht say sakht taqleefo ka bhe samna kiya likin
Islam ko pehlanay kay liyay kisi bhe mushkil or takleef say nahee ghabraye ,
Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wasallam) Allah kay akhri Nabi or Rasool
hay, Khatam - e - Nabuwat ki barkat say ab islam ko pehlanay ki zimadari tamam
musalmano ki hay , kiun kay hum ko pata hay kay hum akhri ummat hay ab kio Nabi
ya Rasool nahee aye ga , Ab yay hum musalmano ki zimadari hay kay pehlay hum
khud deen seekhay or us per amal keray or deen islam ko seekhnay kay liyay apna
waqt Allah ki rah may lagaye or phir is deen e islam ko pehlanay kay liyay
poorie duniya may jaye or islam ka bol bala farmaye.
Jis insan nay koi naik kam ya naik amal kiya or us ko agay pehlaya , to jab tak
woh naik amal is duniya may hota rahay ga to us ka sawab us insan ko bhee milta
rahay ga jis nay yay naik kam kiya ya ya naik kam kisi ko sikhaya hoga yahan
tak us kay intiqal kay bad bhee us ko sawab milnay ka silsila jaree rahay ga,
isi tarah agar kisi insan nay koi bura kam ya bura amal kiya or agay kisi ko
sikhaya ya us kay buray amal per kisi or nay amal kerna suroo kerdiya to
jab tak woh bura amal ya bura kam is duniya may hota rahay ga, us buray kam ka
gunah us insan ko bhee milta rahay ga jis nay yay bura amal ya burai ka kam
suroo kiya hoga yahan tak us kay intiqal honay kay bad bhe .
Namaz deen ka sutoon hay , Namaz Momin ki Mairaj hay , Namaz Jannat ki Kunji
hay , Namaz ALLAH nay hum sab Musalman Mard , Orat , Borhay , Jawan , Balig sab
per farz kihay , Namaz Deen e Islam ka Aik bohat hi zaroorie rukun hay , ALLAH
nay hum Musalmano per din may 5 waqt ki Namaz Farz ki hay , Islam may Namaz ki
bohat Aihmiyat hay , Namaz ka ada na kerna , us may suste kerna bohat bara
gunah hay , Namaz insan ko buraee say rokte hay , Achay kam ki taraf Ragib
kerte hay , Mard ko Namaz Bajamat ada Masjid may ja ker kerni chaiyay ,ha Nafil
or Sunnat ap gher may perh saktay hay ,Orat Namaz gher he may perhaingee ,
QURAN MAJEED may bar bar Namaz perhnay or Zakat ada kernay ka hukum aya hay ,
Jo Namaz nahee perhta woh ALLAH kay hukum ki khilaf warze kerta hay , ALLAH kay
hukum ko nahee manta hay , jis ALLAH nay usay paida kiya hay , us ka hukum na
man na kahan ki Aqalmande hay , is liyay Bajamat or waqt per Namaz ada kerni
chaiyay or bilawaja Namaz na perhnay may suste nahee kerni chaiyay or Namaz ko
Qaza bhee nahee kerna chaiyay , agar kisi ki Namaz qaza ho bheejaye to us say
chaiyay kay Qaza Namaz jald az jald perhay , Fajar or Isha ki Namaz khas tor
per perhne chaiyay , kiun kay yay Namaz sab per bharee hotee hay or sab say
choot jate hay , Din ka aghaz Fajar ki Namaz perh ker kerna chaiyay or Din ka
ikhtitam Isha ki Namaz perh ker kerna chaiyay , Tahajud ki Namaz ki bohat
fazeelat hay , or her Namaz kay bad khas tor per Dua mangnee chaiyay , kiun kay
Dua kay bagair Namaz complete nahee hote hay ,agar kisi insan ko kisi cheez ki
zaroorat ho to usay 2 Rakat Nafil (Namaz e Hajat) pernhee chaiyay or us kay bad
ALLAH say Dua mangnee chaiyay, ALLAH us ki Dua ko zaroor qabool farmata hay ,
Fajar ki Namaz kay foren bad sojanay say Rizq may tangi hoti hay , Suraj
nikalnay kay bad Sona Afzal hay , Soraj nikalnay kay 10 - 15 minute bad Ishraq
ka waqt hota hay , koshish kijyay kay 4 rakat yani 2 Rakat Nafil Namaz e
Isharaq or us kay bad phir 2 Rakat Nafil Namaz e Ishraq perhkar sojain is kay
baray fazail hay , Jab masjid may Namaz perhnay jaye to thora jaldi chalay jaye
or 2 rakat Nafil Namaz Tahiyatul wudhu or 2 Rakat Nafil Namaz Tahiyatul Masjid
perhlay in dono Namaz ki bohat zada fazeelat hay , isi tarah Magrib ki Namaz
kay bad 2 rakat Namaz-e-Awabeen us kay bad phir 2 rakat Namaz-e-Awabeen us kay
bad phir 2 rakat Namaz-e-Awabeen yani 6 Rakat Nafil Namaz perhni chiyay,
Namaz-e-Awabeen perhnay ki bohat zada fazeelat hay,is kay ilawa Fajar or Asar
kay bad khas tor per Allah ka zikar kijyay , Namaz ki pabanadi kijyay or saaf
sutray rehnay ki koshish kijyay, safai nisf iman hay ap saaf hongay to ap ki
koi namaz nahee chootay gee , apnay ap ko or apnay dimag or taqat ko positive
kam kay liyay use kijyay or is ko galat kam may use ker kay apni deen or
akhirat ko barbad na kijyay , haram kam na kijyay , Haram kam kernay say
bachiyay , Haram kamanay say bachiyay , Haram khanay say bachiyay , Fahasi or
uryani say bachiyay , apnay dil o dimag ko ganday or pur ganda khayal say pak
saaf rakhiyay or islam nay jis kam say roka hay us say ruk jaiyay , jis cheez
ko haram karar diyay hay us ko na karain .Quran majeed ki tilawat zaroor kijyay
, jin per zakat farz hay mustahik logo ko zakat daynay ka aihtamam kijyay , Her
Namaz kay bad Allah say dua zaroor mangiyay , apnay liyay , apnay maa baap ,
behan bhai , tamam musalmano or khusoosan Pakistan or karachi kay halat ki
behtri kay liyay Dua mangiyay ,behayi kay kam say bachnay or naik amal kernay
ki koshish kijyay , Allah hum sab ko hidayat day , Buray kam say bachnay or
naik amal kernay ki toufeeq ata farmaye (Ameen). Dua Kay Aghaz May Pehlay Allah
Ka Zikar Subhanallah E Wabihamdihi , Subhanalahhil Azeem , Subhanallah ,
Alhamdolillah , Allaah O Akbar , Us Kay Bad Hazrat Muhammad
(Sallallahooalahi-Wasallam) Per Durood Behjna Chaiyay Or Us Kay Bad Dua Mangni
Chaiyay Or Dua Kay Ikhtitam Per Bhe Durood Shareef Perhna Chaiyay , Kiun Kay
Dua Kay Bagair Namaz Complete Nahee Hote Hay.
Zikar Azkaar Ki Bohat Fazeelat Hay , Insan Ko Apna Waqt Zaya Nahee Kerna
Chaiyay,Jab Bhee Farig Ho Allah Ka Zikar Kertay Rehna Chaiyay , Zikar Allah
Karay Chaiyay Ap Wazoo Ki Halat May Ho Ya Nahee , Chaltay Phirtay , Uthtay Beth
Tay , Safar May , Her Waqt Allah Ka Zikar Kijyay , Quran Majeed Ki jo Surah
ap ko Yad Hay Perhtay Rahay , Allah Nay Jo Naimtain De Hay Us Ka Her Waqt
Shukar Ada Kertay Rahay , , Quran Majeed ki her roz tilawat kijyay, Quran
majeed ko perhaiyay or us ko samajhnay ki bhe koshish kijyay kay Allah nay
Quran may insan ko kin cheezo ko kernay ka hukum diya or kin cheezo say Allah
nay ruk janay ka hukum diya, Zindagee kaisay guzarni hay or zindagee ka maqsad
kiya hay yay sab kuch ap ko maloom hog jab ap Quran ko samajh ker perhaingay,
Subah uth ker Surah Rehman ki or Surah Yaseen ki tilawat kijyay , raat ko Surah
Mulk or Surah Waqiya ki tilawat kijyay, Zikar Azkaar ki bohat fazeelat hay ,
Insan ko apna waqt zaya nahee kerna chaiyay jab bhee farig ho ALLAH ka zikar
kertay rehna chaiyay , subah 100 dafa Durood Shareef , 100 dafa Astagfar , 100
dafa Teesra kalma perhna chaiyay or isi tarah raat ko bhee yay 3 tasbeeh
perhnee chaiyay , isi tarah her waqt Pehla Kalima perhna chaiyay , Astagfar
perhna chaiyay or is kay sath sath SUBHANALLAH , ALHAMDOLILLAH , ALLAH O AKBAR
, Ayatal Qurse perhnee chaiyay , 4 Qul (SURAH IKHLAS , SURAH KAFIROON , SURAH
NAAS , SURAH FALAK) perhnI chaiyay , Surah Fatiha perhnee chaiyay , matlab yay
kay jo kuch bhe ap ko yad hay ap perhain, ALLAH kay Zikar may masroof rehna
chaiyay , time zaya nahee kerna chaiyay . Amal ka Daromadar Niyat per hay ,
hamay jo bhe kam kerna chaiyay woh ALLAH ki Raza kay liyay kerna chaiyay , kisi
ko dikhanay kay liyay nahee , kay may Namaz perhoonga to sab log mujhay Naik
samjhay gay , May Zakat doonga to log mujhay bohat Naik or sakhee samjhay gay ,
matlab yay kay koi bhe kam jo karay woh sirf ALLAH ki raza kay liyay karay kay
ALLAH hum say khush ho jaye bas , yay nahee kay duniya ko khush kernay kay
liyay or duniya may apna nam roshan kernay kay liyay agar aisa koi karay ga ya
is niyat say jo bhe kam kiya jaye ga to us ka ajar kuch bhe nahee milay ga balkay
sirf or sir nuqsan hoga , apni Niyat ko saaf rakhay , jo kam bhe karay sirf or
sirf ALLAH ki Raza kay liyay or ALLAH ko khush kernay kay liyay karay . Rat ko
sotay waqt , sotay waqt ki Dua perhni chaiyay , Surah e Fatiha , Surah Ikhlas ,
Surah e Kosar , Ayatul Kursi or Surah Baqra ka akhri Rukoo perhna chaiyay.
Surah Fatiha , Surah Kafiroon , Surah Naas , Surah Falaq and Surah Ikhlas ki
tilawat kijyay , Her Farz Namaz kay bad Ayatal Kursi perhiyay , her waqt
Astagfar or Durood Shareef perhnay ka aihtamam kijyaay. Surah Yaseen , Surah
Mulk or Surah Rehman ki tilawat kijyay .
Recite daily: Surah Yaseen, Surah Rehman, surah Mulk, Surah Fatiha , Surah
Kafiroon , Surah Naas , Surah Falaq, Surah Ikhlas, Surah Quresh , Surah Feel,
Surah Asar, Surah Kosar. Read Ayatal Kursi after every Farz Namaz,do Astagfar
as much as possible.
Read Durood Shareef as much as possible ,If any one recites Durood Shareef from
any place, any part of the world from any distance, it actually reaches the
Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallim) immediately. Allah has appointed
several Angels who are given exclusive duty to collect all Durood Shareef and
present the same before the Holy Prophet (Sallal Laahu Alaihi Wasallim)
immediately
Aayat-ul-kursi benefits: recite while leaving house, 70,000 angles will protect
you from all side. Recite while entering home, poverty would not enter your
home. Recite after wudhu, it raises your status 70 times. Recite before
sleeping 1 angel will protect you whole night.
JOBS:
Click on the following links to get Email Ids of an Organizations/Companies/HR Department/Consultancy Firms/School/College/university/Local and Multinational companies for sending CV/Resume. (you may forward this email to a person who are jobless or who are looking for a job, may be by sending a resume on the given email addresses, he/she may receive an interview call and after giving an the interview he/she may get a job, this is not necessary to send resume/cv to an an organization who have current opening related to your field, you may send cv randomly anywhere, you may receive an interview call if they need it, it is not necessary that organization post job add for every position, they are continuously monitoring their career section, once position available they definitely call you if you meet their criteria.
Duniya ke
aye musafir manzil teri qabar hai
Tai kar raha hai jo tu do din ka yeh safar hai
Jab se bani hai duniya aaye hazaro laakho
Baaki raha na koi mitti me sab samaye
Iss baat ko na bhulo sabka yahi hashar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Ye aali shan Banglay wahan kaam ka nahin hain
Makhmal main sonay walay maati main so rahay hain
Do Gaz zamin ka tukra mitti ka tera ghar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Mahalo me sone wale mitti me so rahe hai
Shaho gadha yaha sab ek saath so rahe hai
Dono huye barabar yeh maut ka asar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Aankho se tune apni janaze dekhe
Haatho se tune apne dafnaye kitne murde
Anjam se tu apne kyu itna bekhabar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Jagah Ji
Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Jehan main hain ibrat k her so namoonay
Magar tujh ko andha kiya rang-o-boo nay
Kabhi ghor se bhee yeh dekha hai tu nay
Jo mamoor thay who mehal ab hain soonay
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Mile khak main ahl-e-shan kese kese
Makeen ho gaye la-makan kese kese
Huwe naamwar be nishan kese kese
Zamee kha gayee nojawan kese kese
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Zameen k huwe log paiwand kia kia
Malook-o-huzoor-o-khudawand kia kia
Dikhae ga tu chand roz kia kia
Ajal ne picharay tan-o-mand kia kia
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Ajal ne na kisra hee chora na dara
Isi se sikandar sa fateh bhee hara
Her ek chor k kia kia hasrat se dhara
Para reh gaya sab yahein that sara
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Tujhe pehle bachpan ne barson khilaya
Jawani ne phir tujh ko majnu banaya
Burhape ne phir aa k kia kia sataya
Ajal tera ker de gi bilkul safaya
Yehi tujh ko dhun hai rahoon sab se bala
Ho zeenat nirali, ho fashion nirala
Jiya kerta hai kia yoon hi marne wala
Tujhe husn-e-zahir ne dhokay main dala
Who hai aish-o-ishrat ka koi mehal bhee
Jehan taak main khari ho ajal bhee
Bas ab is jahalat se tu nikal bhee
Yeh tarz-e-mayeeshat ab apna badal bhee
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Yeh duniya-e-fani hai mehboob tujh ko
Huwi wah kia cheze marghoob tujh ko
Nahi aqal itni bhee majzoob tujh ko
Samajh lena ab chahiye khoob tujh ko
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Burhape se pa ker payam-e-kaza bhee
Na chonka na cheetah na sambhla zara bhee
Koi teri ghaflat ki hai inteha bhee
Junoon chor ker ker apnay hosh main aa bhee
Jab is bazm se chal diye dost aksar
Aur uthte chale ja rahe hain barabar
Her waqt paish-e-nazar hai yeh manzar
Yehan per tera dil behelta hai q ker
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
Jehan main kahein shor-e-matam bapa hai
Kahein fikr-o-faqa se aah-o-baqa hai
Kahein shikwa jor-o-makr-o-dagha hai
Garz her teraf se yehi bas sada hai
Jagah Ji Lagane Ki Dunya Nahi Hai
Yeh Ibrat Ki Ja Hai Tamasha Nahi Hai
JazakAllahu Khairan !Remember me in your valuable prayers and also the entire Ummah. May Allah the Almighty bless us Ameen.
If you like it, please share with your contacts and be the part in spreading the
knowledge to Ummah
JazakumAllah Khairun,
Home Page - Zikr Azkaar
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2020/03/islamic-album-zikar-azkaar-best-and.html
Videos: Best collection of Zikar Azkaar, Allah kay zikar say dil ko sukoon milta hay
http://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/best-collection-of-zikar-azkaar-allah.html
Islamic Album: Zikar Azkaar collection of MOLANA YUNUS PALANPURI sahab from India,Islamic Album : Zikar, Zikar Allah, Allah la Zikar, Zikar Azkaar, Allah ka zikar kijyay, Dua, Supplication, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/06/zikar-azkaar-collection-of-molana-yunus.html
Islamic Album: Masnoon Dua: Allah-ki-Mohabbat, Wuzu-ki-Sunnatain, Peenay-ki-Sunnatain, So-Kr-Uthne-ki-Sunnatain, juma-ki-Sunnatain, Hifazat-Nazar, Hifazat-ki-Dua, Khanay-ki-Sunnatain, libas-ki-Sunnatain, Ghar-me-Dakhil-Hone-ki-Dua, Ghar-se-Bahar-Aane-ki-Dua, Gussa-ka-ilaaj, Hasad-ka-ilaaj, Badgumani-ka-Ilaaj
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2017/12/allah-ki-mohabbat-wuzu-ki-sunnatain.html
Islamic Album and Videos: Durood Shareef, Durood e Tanjeena
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2017/12/durood-shareef.html
Islamic Album 1 (Zikar Azkaar) , Masnoon Dua, Quran Majeed Surah , Quran Majeed Surah Fazail, Astagfar, Dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka.html
Islamic Album 2 (Zikar Azkaar) Masnoon Dua, Zikar Azkaar, Quran Majeed Surah Fazail, Mushkil Preshani say bachnay ki dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_25.html
Islamic Album 3 (Zikar Azkaar) , Masnoon Dua, Astagfar, Durood Shareef , Zikar Azkaar, Subah sham kay wazaif
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_73.html
Islamic Album 5 (Zikar Azkaar) , Masnoon Dua, Hifazat ki Dua, Nazar e Bad ki Dua, Subah shaam kay azkar, preshani say bachnay ki dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_90.html
Islamic Album 4 (Zikar Azkaar) ,Surah Baqra, Surah Inaam, Surah Hashar, Bismillah ki barkat, Sadqa Jariya, Ghar may khushali, Hadsat say bachna, Olad ki Deendari, Beemari say Hifazat, Masnoon Dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2017/11/zikar-azkaar-images-2.html
Islamic Album 6 (Zikar Azkaar) , Masnoon Dua, Hifazat ki Dua, Zikar Azkaar, Subhanallah Alhamdulillah Allahu Akbar
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_41.html
Islamic Album 8 (Zikar Azkaar): Masnoon Dua, salat tasbeeh ka tareeqa, dua e istikhara, Hifazat ki Dua, Zikar Azkaar
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_29.html
Islamic Album 9 (Zikar Azkaar): Masnoon Dua, surah hashr, Durood Shareef, Dua, Zikar Azkaar
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_97.html
Islamic Album 10 (Zikar Azkaar): Zikar Azkaar, Waldain, Masnoon Dua, Anmo khazana, Subah Shaam ki Dua, Preshani or Mushkil waqt may perhnay ki dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_16.html
Islamic Album 11 (Zikar Azkaar): Astagfar, Masnoon Dua, Zikar Azkaar, Durood e Tanjeena, iman e mufassal and mujmal, Quran Majeed
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/09/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_21.html
Islamic Album 15 (Zikar Azkaar): Masnoon Dua, Zikar Azkaar, shabaan, subah shaam ki dua, Nazar bad, Hifazat ki dua, shab e qabar, takbeer e tashreekh, Zilhaj , Ramazan ki dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/10/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_74.html
Islamic Album 17 (Zikar Azkaar):Masnoon Dua, Zikar Azkaar, Naya Chand daikhnay ki dua, Rizq ki dua, Rajab , Shaitan say hifazat
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/10/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_7.html
Islamic Album 19 (Zikar Azkaar): Astagfar, Durood Shareef, Mushkil Preshani ka hal, Hifazat Ki Dua, Zikar Azkaar, Masnoon Dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2019/01/surah-yaseen-surah-waqia-surah-rehman.html
Islamic Album 21 (Zikar Azkaar): Allah ka zikar kijyay, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay 19
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2019/04/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_13.html
Islamic Album 22 (Zikar Azkaar): Quran Majeed Surah, Masnoon Dua, Zikar Azkaar, Allah ka zikar kijyay, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay 18
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2019/04/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_48.html
Islamic Album:Esaal e Sawab ka asan tariqa
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2017/12/esaal-e-sawab-ka-asan-tariqa.html
Islamic Album:Dunya or akhirat kay her gham say bachnay ka amal , Hifazat kay Nuqsan say bachnay ki dua, ,Salat Tunjeena, Salat ul Hajat , Surah Hashar ki akhri 3 ayat, Syedul Astagfar, Zameeni Asmani bala say hifazat, zindagi ka ik minute
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/02/dunya-or-akhirat-kay-her-gham-say.html
Islamic Album:Namaz ki Pabandi, Quran Majeed ki Tilawat, Durood e Tanjeena, Sadqa Jariya, Whatsapp , Telegram, Hadsat say bachna, Allah ka zikar
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/04/namaz-ki-pabandi-quran-majeed-ki.html
Islamic Album:Astagfar, Astagfirullah, ISTAGFAR KE FAZAIL, ASTAGFIRULLAH ALLAZI LA IL
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/06/astagfar-astagfirullah-istagfar-ke.html
Dua Qunoot Nazla, Dua e Qunoot Nazla
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/06/dua-qunoot-nazla-dua-e-qunoot-nazla.html
Islamic Album:Hadsat say bachnay ki dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/06/hadsat-say-bachnay-ki-dua.html
Islamic Album:Raat ko sotay waqt kernay walay amal, Rat ko sotay waqt perhnay ki dua
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/06/raat-ko-sotay-waqt-kernay-walay-amal.html
Islamic Album:Zikar Allah, Dua, Masnoon Dua, Allah say dua mangnay ka aikhtamam kijyay, Allah say dua zaroor mangiyay
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/06/dua-masnoon-dua-allah-say-dua-mangnay.html
Islamic Album 7 (Zikar Azkaar): Masnoon Dua, Quran Majeed Surah Fazail, Zikar Azkaar, Durood Shareef , Hifazat ki dua
Islamic Album 12 (Zikar Azkaar): Zikar Azkaar, Allah ka zikar kijyay, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/10/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka.html
Islamic Album 13 (Zikar Azkaar): Allah ka zikar kijyay, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/10/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_6.html
Islamic Album 14 (Zikar Azkaar): Masnoon Dua, Dua Aman, Eid ka tohfa, Chand daikhnay ki dua , Nazar e bad ki dua ,Allah ka zikar kijyay, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2018/10/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_32.html
Islamic Album 20 (Zikar Azkaar): Allah ka zikar kijyay, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay 17
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2019/04/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka.html
Islamic Album 22 (Zikar Azkaar): Zikar Azkaar, Allah ka zikar kijyay, Sukoon to sirf Allah kay zikar may he hay
https://proudpakistaniblogging.blogspot.com/2019/04/islamic-album-zikar-azkaar-allah-ka_44.html
No comments:
Post a Comment